Zara Zara
Sreerama Chandra
Zara Zara Kya Mujhe Hua Hai
Zara Zara Lagne Laga Hai
Zara Zara Kaabu Mein Dil Na Raha
Mujhe Pyar Hai
Zara Zara Khamosh Lab Hain
Zara Zara Phir Bhi Bayaan Hai
Zara Zara Kaano Mein Dil Ne Kaha
Mujhe Pyar Hai
Tu Jo Maan Le Kehna Mera
Mausam Badal Jaaye
Tere Saath Hi Subahe Meri
Shaamo Mein Dhal Jaaye
Zara Zara Kya Mujhe Hua Hai
Zara Zara Lagne Laga Hai
Zara Zara Kaabu Mein Dil Na Raha
Mujhe Pyar Hai
Halki Halki Barsaat Ke Ye Din
Tere Mere Shuruvaat Ke Ye Din
Sang Tere Khoke Kahin
Tu Jo Mera Ho Ke Kahin
Rang Mere Rang Jaaye
Aise Mile Hum Aur Tum
Duniya Se Gum Jaaye
Zara Zara Kya Mujhe Hua Hai
Zara Zara Lagne Laga Hai
Zara Zara Kaabu Mein Dil Na Raha
Mujhe Pyar Hai
Dil Ko Bhi Tere Qaraar Hai Mujh Se
Tune Mana Tujhe Pyar Hai Mujh Se
Zindagi Hamari Ab Se Hui Tumhari
Hum Aaj Kasam Khaye
Tu Tu Na Ho
Main Main Na Hoon
Hum Ek Ho Jaaye
Zara Zara Kya Mujhe Hua Hai
Zara Zara Lagne Laga Hai
Zara Zara Kaabu Mein Dil Na Raha
Mujhe Pyar Hai
Zara Zara Khamosh Lab Hain
Zara Zara Phir Bhi Bayaan Hai
Zara Zara Kaano Mein Dil Ne Kaha
Mujhe Pyar Hai
Written by: Lyrics Licensed & Provided by LyricFind
Create your own version of your favorite music.
Sing now